5050 d ka tractor maine liya hain lagbag 9 lakh ka hain , is tractor main torque acha khasa hain , sath iska agar vajan uthane ki shyamta jyada karna chaiye lagbag 2000 kilo ki to accha hoha
एक महीने पहले | Jitendra Ingale
और देखें
tractor ke mamale main john deere bhut hi tagada hain mai pichale 8-9 saal se tractor chalta hu rotavator ,cultivator ya plau chalana ho to sabse behtr tractor hai ye 50 hp ka engine or 1600 kg ki lift sath hi power steering bhi badiya hain , is tractor ka bs yhi problem hain ki lift capacity thodi jyada honi chaiye bki to badiya hain
4 महीने पहले | Vishal
और देखें
Is tractor maine 2 saal pehele liya tha , diesel ki use bhut sahi laga , 50 hp ka tractor hain pr iska hydraulic capacity bs 1600 kg ki hain jo mujhe lagta ki jada honi chaiye thi bs bki to thik hain
एक महीने पहले | Pravin Patil
और देखें
ये ट्रैक्टर बहुत ही आसान है, और इसे चलाना बहुत ही आसान है। इसका गियर सिस्टम बहुत ही सरल है, और इसे कोई भी आसानी से चला सकता है। ये ट्रैक्टर मेरे लिए एक खिलौना है, और मैं इसे चलाना बहुत पसंद करता हूँ।
एक महीने पहले | Pranav pandey
और देखें
Takad, mazbooti aur fuel efficiency ka best combination। Majboot hai, jo har tareeke ka load aram se kheench leta hai। Rotavator aur cultivator lagane par bhi engine smooth aur kam fuel consume karta hai
2 महीने पहले | MAHADEV TALE
और देखें
Rotavator aur ploughing ke kaam me best performance dene wala yeh tractor har tareeke ki kheti ke liye useful hai। Majboot hai, jo har tareeke ka load aram se kheench leta hai। Tyre grip zabardast hai, jo daldali aur pattharili mitti me bhi pakad banaye rakhta hai।
2 महीने पहले | Samarth S
और देखें
Tractor ki pickup speed zabardast hai, time bacha leta hai. Implements lagana aur utarna bohot easy hai. Chalane me asani aur comfort dono milta hai. Diesel efficiency ka bonus hai.
3 महीने पहले | Ayush Thakur
और देखें
यह ट्रैक्टर बहुत बढ़िया है। खेत के हर काम के लिए एकदम सही है। डीजल कम खाता है और ताकत जबरदस्त है। हर जमीन पर आसानी से चलता है।