ye tractor ka power 40 ho ka hai , or baat kare iske tractor ki to oo bhi badiya grip deta hain , iska maine ek chiz maine dhyan diya hai ki rotavator ke sath kichad main 1 gante main lagbag 4- 4.5 lit diesl khata hain isliye mujhe accha lagta hain badiya option hai
4 महीने पहले | Ashok Sonawane