605 tractor maine 3 mahine hua hain , iska pto power bhut tagada hain , teknology badiya hain , 15F +3 R gear box hain , seat bhi bhut badiya or aram wala hain , 2700kilo ki lift vajan uthane ke liye accha hain , mera ganne ki kheti hai
2 सप्ताह पहले | Abhijit Barmukh