iska stering accha hain , mere pass 6 acre jamin hai iske hisab se liya hain maine ye wla model iska 34.8 ka pto power bhi badiya hai , 40 hp ka powerfool ingine bhi badiya hain ismai hood dena chaiye tha kyu ki barish main pani chala jata hain bs iska hi dar rag rha hain
एक महीने पहले | Vaibhav gadekar