is ka hydraulic to badiya hain jo 1150 hp ka hai , or iska 35 hp ka engine accha hai or sath hi 30 hp ka pto bhi bada tagada hain waise maine naya model bhi dekha hain pr mera purana acch hai or majabhut bhi hain
3 महीने पहले | Om gundecha
और देखें
swaraj tractor mere pass 3 saal se hai , iski sabse acchi bat ye he ki ismai maintainance bhut kam atta hai or 3 cylinder ka engine bhi tagada hai , tyre ki grip bhi badiya hai
3 महीने पहले | Parth deshpande
और देखें
735 tractor ko maine lagbag 3 saal pehle liya hai , iska engin accha kasa power deta hai , sath hi iski vajan uthaneki shyamta 1150 killo hai abhi , purana model to band hua hai pr mujhe wahi accha lagta
3 महीने पहले | Shourya
और देखें
मैंने यह ट्रैक्टर खरीदने से पहले कई ब्रांड्स को देखा और बहुत रिसर्च की। आखिरकार, इसे खरीदा और अब महसूस होता है कि यह मेरे पैसे की पूरी कीमत वसूल कर रहा है। इसकी पावर शानदार है, माइलेज भी अच्छा है और स्पेयर पार्ट्स आसानी से मिल जाते हैं
5 महीने पहले | Sagar
और देखें
Mere pass pichle 1 saal se ek tractor tha jo zyada diesel pita tha, yeh naya wala leke toh diesel ka kharcha aadha ho gaya. Aur power bhi kam nahi, sab kuch ekdum tagda hai!
5 महीने पहले | Shailesh bagul
और देखें
Yeh tractor har tareeke ki jameen par apni takat dikhata hai. Chhoti kheti ho ya badi, halke se lekar bhaari kaam tak, har jagah iska performance behtareen hai. Kam vibration, smooth clutch aur fuel-efficient engine ise aur bhi khaas banata hai.
5 महीने पहले | C p pawar
और देखें
Field preparation ke liye tractor kaafi effective hai. Har implement smoothly lag jata hai. Diesel saving kaafi impressive hai. Maintenance tension-free aur affordable hai.
6 महीने पहले | Sumit kuril
और देखें
kam khup chan ahe ajun tari kaji problem nhi ala , maitainance pn changala ahe , ani shetikamat khup changala ahe , engine pn khup takatvr ahe
Disclaimer: Tractorkarvan is providing indepth & well-researched information on the farm
machineries. It is involved only in sourcing leads for TVS Credit products and 'Tractor Karvan'
does not directly facilitate the purchase and sale of vehicles and agricultural implements as a
'live marketplace' and nor provide loans directly.