Eicher 242 User Reviews

Eicher 242 Tractor
EMI starts from ₹ 9,071/Month

Rating of Eicher 242

rating star icon 4.5/5
overall
Based on 19 Reviews
4.5
Performance
4.4
Comfort
4.5
Value for Money
4.5
Style & Looks

All Eicher 242 User Reviews

rating rating rating rating rating

Kam jagah me kheti karne me madad karta hai

Mere tractor ka pradarshan bahut hi achha hai. maine ise bahut chalaya hai aur iski power ki madad se har kaam asaani se ho gaya hai. iska chhota size muje kam jagah me bhi kheti karne me madad karta hai. auro ke mukabale ye tel bhi kam peeta hai. total me kifayati tractor hai
1 month ago | Nitin Sitaram Adsure
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Isse shaktishali tractor aur koyi nai hai

Kafi use karne ke bad mai guarantee ke sath keh sakta hu ki isse majboot aur shaktishali tractor is range me aur koyi nai hai. kaise bhi jameen ho ye sab me achhe se kaam karta hai. mai iska use transport ke kaam ke liye bhi karta hu. jyada load uthane me is tractor ko koyi dikkat ni hoti.
1 month ago | Mohar Singh Baghel
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kaam me awwal or achi bhar uthane ki shamta

Eicher ka ye tractor design ke mamle me na ho par kaam ke mamle me apne sath ke sabhi tractor se badhiya laga mujhe. Mere dosto ke pas bhi tractor hai or ye un sbse acha kaam karta hai. Isme choti jagha pr mud jane ki shamta hai or bhaar bhi apne segment me acha khasa utha leta hai.
2 months ago | Ramkumar Pyarelal
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Tractor bahut hi purana ho gaya hai par abhi chal raha

Mere pass Eicher ke sabse purane tractors me se ek hai jo 25 HP ke engine ke sath aata hai. Mai is tractor ko kaafi saal se chala raha. Shuru shuru me iska kam bahut badhiya tha par waqt ke sath isme dikkat aani shuru ho gai. Mai is tractor ko 3 star dunga.
2 months ago | Pavan Kumar
Rating Parameters
rating star icon 3/5
Performance
rating star icon 3/5
Comfort
rating star icon 3/5
Value for Money
rating star icon 3/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Tyres me grip achi hai, dab ke chalta hai.

Itne samay se tractor chalane ke bad mene jab ye tractor liya tha tab mere dimag me ek hi chij ka dhyan tha ki tractor me grip honi chahiye or wo zameen se dab ke chalna chahiye. is tractor me wo baat hai, or ye saamaan ke sath ho ya khali, zameen se dab ke chalta hai.
2 months ago | Jayamanvadal Singh Yadav
Rating Parameters
rating star icon 3/5
Performance
rating star icon 3/5
Comfort
rating star icon 3/5
Value for Money
rating star icon 3/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

25 HP tractors me sabse accha mileage deta hai.

Eicher ke tractor mileage ke liye hi jane jate hai aur mujhe ek aise hi tractor ki talaash thi jiska mileage badhiya ho. Isliye maine Eicher ka 25 HP ka tractor khairda. Iske features simple hai aur ye bahut arram se mere kheto ke saare kam kar deta hai. Mileage ke mamle me iska koi muqabla nahi.
2 months ago | Md Shahanvaj
Rating Parameters
rating star icon 4.5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iski maintenance kam hai.

Mera tractor mere ummedo se bhi zyada badhiya kaam kar raha hai. Yeh bahut bharosemand hai aur kisi bhi mausam mein acha chalta hai. Iska kifayati hona tel ke mamle me mujhe behad pasand aaya. Iski maintenance bhi kam hai or service support bhi bahut accha hai customer care walo ka.
2 months ago | Rambabu Dipti Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Heavy loads ko asani se sambhal leta hai

Ye tractor heavy loads ko asani se sambhal leta hai. or kabhi kabhi jin jaghao pr dusre tractor thoda dagmaga jate hai ya kam karna band kar dete hai, waha pr ye apne shandar pradarshan se sabko choka deta hai. me isme apne khet ka kaam lambe samay tak karta hu
2 months ago | Satender Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Eicher 242 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Eicher 242 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Eicher 242 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon