Eicher 380 Prima G3 User Reviews

Eicher 380 Prima G3 Tractor
EMI starts from ₹ 14,777/Month

Rating of Eicher 380 Prima G3

rating star icon 4.6/5
overall
Based on 8 Reviews
4.8
Performance
4.5
Comfort
4.7
Value for Money
4.4
Style & Looks

All Eicher 380 Prima G3 User Reviews

rating rating rating rating rating

Chote kheto ke liye best tractor

Mujhe is tractor ko liye hue thoda hi time hua hai or itne me hi mujhe ye tractor acha lagne laga hai. is tractor ko maine apni kheti ke liye liya hai or ye sare kaam krne me saksham hai. power steering bhi hai isme jiska kaam to mujhe kheti ke samay madad karta hai.
2 weeks ago | Raish Khan
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kehti ke hisab se features acche hai

Maine Eicher ka tractor 2019 me kahrida tha aur tabse khud hi chala raha aur kheti ke liye istmaal kar raha. Iska engine badhiya hai par transmission aur behthar ho sakta tha. Ispe saare implements bhi thik thak kam kar lete hai aur bachat bhi acchi hoti hai. Isko mai 4.5 star dunga.
2 months ago | Pavan Kumar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Diesel Ki khapat kam hai.

Maine Eicher ka tractor 2019 me kharida tha aur 4 saal se isko chala raha. Eicher ke tractors ki ek khas batt hoti hai ki ye diesel kam peete hai. Mera tractor bhi aisa hi hai isme diesel ki khapat kaafi kam hai aur iska maintenance bhi kam paise me ho jata hai.
2 months ago | Kritnarayan Mehta
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Krisi upkaran or troli ke liye bahut badhiya

Troli chalane ke sath me kheti ke sabhi kamo ke liye is tractor ka istemal karta hu staail ke saath takat me sabse acha tractor he
4 months ago | Babu Lal Mehta
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Hydraulics kamal ka hai

Maine Eicher ka tractor 2019 me kharid tha jo 40 HP ka hai. Iska engine badhiya hai aur maintenance kam hai par gearbox thoda aur behthar ho sakta tha. Iski sabse acchi khasiyat iske hydraulics me hai jo ki kamaal ka hai. Kisi bhi upkarano ko chalne me, jisme hydraulics ki jauart padti hai koi dikkat nahi aati.
2 months ago | Kritnarayan Mehta
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Tractor ka average behthareen hai

Maine naya tractor abhi haal hi me liya hai aur abhi bahut jada nahi chalaya hai. Is tractor ki khasiyat ye hai ki isme diesel ki khapat baki tractor ke mukable bahut kam hai. Agar aap trolley ke sath tractor ko jada chalate hai toh aap is tractor ke baare me vichar kar sakte hai.
4 months ago | Varinder Kumar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Implement bhi sare chala leta hai

Is tractor me sab ek number hai. mera tractor 2014 me liya tha. ab tak 3500 ghante chala hai. implement bhi sare chala leta hai trolly threser cultivator hairo. Inke sath bhi shandar performance deta hai. look ki bat kare to acha lagta hai aur aram ke hisab se bhi badiya hai
4 months ago | Balram Yadav
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kam dijal khaye or kaam kare jyada

Is tractor ka maailej bahut achha he yah kam dijal khapat pr adhik kaam karta h yah kheti se jude sabhi prakar ke kaam karne ki chhmta rakhta he chalaane me bhi aaramdayak he mujhe is tractor me kisi prakar ki koi dikkat abhi tak nhi aayi he
4 months ago | Kailash Chand
Rating Parameters
rating star icon 4.5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4.5/5
Value for Money
rating star icon 4.5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Eicher 380 Prima G3 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Eicher 380 Prima G3 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Eicher 380 Prima G3 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon