Eicher 485 User Reviews

Eicher 485 Tractor
EMI starts from ₹ 14,522/Month

Rating of Eicher 485

rating star icon 4.7/5
overall
Based on 21 Reviews
4.7
Performance
4.6
Comfort
4.7
Value for Money
4.6
Style & Looks

All Eicher 485 User Reviews

rating rating rating rating rating

Har kaam ko karne ki kabiliyat hai isme

Eicher walo ke tractor maine dekha hai ke sare kaam me mahir hai. har kaam ko kr pane ki shamta hai is tractor me, bhale hi ye kabhi kisi mamle me age nahi ho agar to bhi piche to kisi mamle me nahi hai ye baki tractor se jo mujhe sabse acha lagta hai.
2 weeks ago | Vaseemrajput Rana
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kul mila ke kaam ekdum choka karta hai

Ye tractor hai to 45 HP ka pr kaam itna damdar kar raha hai jaise koi 50 ya kbi kbi 55 HP wala ho esa lagta hai. halanki filhal to ye naya hi liya hai maine isi saal to us wjha se bhi ho sakta hai pr kul mila ke kaam ekdum choka karta hai
2 weeks ago | Rup Singh Ranawat
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Is tractor ke ane se kai fayde hue hai mujhe

Maine is tractor ko jab liya tha tb usse pehle mai kheti ke liye koi machine istemal nahi karta tha. tab kheti karna bahut hi muskil hota tha or iske ane se to sb badal gaya hai. kaam asan hua hai, tej hua hai, paidavar badhi hai or mehnat ghati hai.
1 month ago | Dinesh Mewada
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti achi trha hone lagi h is tractor se

Eicher ke tractor ki maine kafi tareef suni thi apne sath walo se to isi wjha se ye tractor maine is company ka lia. abhi tak to koi shikayat nahi ayi hai mujhe esi badi. kaam bhi acha karta hai ye or kheti achi trha hone lagi hai ab is tractor se.
1 month ago | Purushottam Mahour
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Maintenance me jyada kharcha nahi hai

Iss eicher ke model me bada dam hai. 45 hp kathor mitti me bhi achhe se jutayi kar leta hai. teji se road pe daudta hai jisse mai ek jagah se doosri jagah saman jaldi pahucha pata hu. aur iski maintenance me jyada kharcha nahi hai. badiya performance ke sath kifayati bhi hai
1 month ago | Jai Ram Das
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kaam jydaa kar pata hai ye kam tel me.

Mujhe is tractor ki power ke saath-saath fuel efficiency ka mel bahut prabhavit karta hai. Is tractor ki khas bat hi ye hai ki ye takatwar hone ke sath sath kifayati bhi hai. tel ki laagat kam hai isme or kaam jyada kar ke deta hai ye baki meri jankari ke tractors ki tulna me.
2 months ago | Ghanshyam Khati
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Advance control or har kam me mahir.

Mujhe apne kheti ke liye ekdum behtareen tractor chahiye tha, or ise lekar me bilkul sathust hu. is tractor ki lagbhag har bat mujhe achi lagti hai. aram se sare kaam kar pana, tractor me advance control ka hona or bhi baki chijen jo is tractor ko roz marra ka sathi bana deti hain kheti ka.
2 months ago | Premnarayan Jat
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Sab upkaran tezi se chalata hai

Iski power aur mileage dono kaafi sahi hai. khet ki jutayi mein iski madad bahut kaam aati hai. isko maintain karne me bhi jyada kharcha nahi ata. majboot tractor hone ke karan muskil rasto me bhi asani se chalta hai. ispe upakaran jaise rotavator cultivator chalana bhi bahut asan hai. aur ye sab upkaran tezi se chalata hai
2 months ago | Arjun Kumar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Eicher 485 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Eicher 485 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Eicher 485 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon