Farmtrac 45 Classic Supermaxx

Farmtrac 45 Classic Supermaxx Tractor
EMI starts from ₹ 17,448/Month

Farmtrac 45 Classic Supermaxx User Reviews

rating star icon 4.8/5
overall
Based on 9 Reviews
4.8
Performance
4.7
Comfort
4.8
Value for Money
4.8
Style & Looks

All Farmtrac 45 Classic Supermaxx User Reviews

rating rating rating rating rating
Dual cluth or jyda lifting capacity
Mujhe apna ye wala tractor kifayati lagta hai, kheti, power or baki sare mamle me. is ttractor ki 45 HP se uper ki power ise kisi bhi kaam ko karne me asani pradan karti hai. iski lifting capacity bhi achi hai mere kaam ke hisab se or dual clutch wala system bhi badhiya hai.
1 month ago | Amol Vaman Chaudhari
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Achi braking, or behtareen suspension h
Maine apne tractor ko thoda research karne ke bad liya apni jarurato ko maddenazar rakh ke. ye tractor Farmtrac 45 Classic Supermaxx hai or is tractor ka braking system, implement chalane ki shamta, weight ke mamle me balanced hona, or behtareen suspension system sab achi chije hai. ye sab ise behtareen banate hai.
1 month ago | Krishn Pratap Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Seed drill chalane ke liye bahut achha hai
Vaise main is tractor se jutai aur maal dhulaayi bhi karta hu lekin sabse jyada me seed drill ke liye is tractor ka upyog karta hu 45-48 hp ka yah tractor bahut hi power wala hai jo kam dijal khapat men asaani se sabhi kaam kar deta hai is tractor ko me 5 me se 5 number dunga
2 months ago | Sarwan Kumar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Kheti ke sari jarurato ko pura kar leta hai
Ye tractor meri kheti ke sari jarurato ko pura karne mein saksham hai. iski jyada power mere liye bahut jaruri hain kyuki mujhe bahut se upkaran chalane hote hai jaise cultivator rotavator plough. iske brakes bhi mujhe confidence dete hain. mai dusre kisano ko bhi salah dunga isko ek mauka dene ke liye
2 months ago | Vijay Kumar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Adhunik features ne mujhe khush kiya hai.
Is tractor ki mileage aur engine ki taakat mujhe har kam karne me madad karti hai. iske takneeki aur adhunik features ne mujhe khush kiya hai. 2022 se isko use kar raha hu. abi tak koi kami ya preshani mehsus nahi hui hai. kheti ko asan aur behtar banane me iska bahut bada role hai.
2 months ago | Balwinder Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Khet jotne ke lie accha hai
Mai 2 saal se tractor chala raha aur jadatar khet jotne ke kam me ye kaafi accha hai.
4 months ago | Chandan Patra
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Lambe time tak chalane me thakan hoti hai
Mera Farmtrac ka tractor hai jo 45 se 48 HP ke bich ka hai. Iska engine bahut badhiya hai aur chalane me bhi koi dikkat nahi hai. Par ispe lambe samaye tak kam karne me bahut thakan mehsoos thodi hai. Tractor paisa vasool hai par thakan hone ki wajah se mai isko 4.5 star dunga.
3 months ago | Savnt Singh Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
45 se 50 HP ke range me ye best hai
Maine Farmtrac ka purana tractor 1 saal pehle hi kharida. Abi ye jada toh nahi chala hai par itna jarur pata lag gaya ki 45 se 50 HP ke range me ye best hai. Ispe cultivator, rotavator, trolley sab bahut badhiya se kam karte hai. Isme bas timely service ki jarurat padti hai baki tractor me koi dikkat nahi hai.
3 months ago | Bherulal Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Farmtrac 45 Classic Supermaxx Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Farmtrac 45 Classic Supermaxx Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Farmtrac 45 Classic Supermaxx Tractor

X
Thank You !
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
begging hand
Need A Tractor Loan?
Get easy and instant online offers from multiple banks for FREE

Want To Sell A Tractor?

sell user Sell Your tractor at best price
X

Fill This Form To Check You Are Eligibility

Eligibility Result

success check icon
Congratulations!
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon