Farmtrac Champion 42 Valuemaxx User Reviews

Farmtrac Champion 42 Valuemaxx Tractor
EMI starts from ₹ 14,510/Month

Rating of Farmtrac Champion 42 Valuemaxx

rating star icon 4.9/5
overall
Based on 8 Reviews
5
Performance
4.9
Comfort
4.8
Value for Money
4.8
Style & Looks

All Farmtrac Champion 42 Valuemaxx User Reviews

rating rating rating rating rating

Sari chijo ko mila k ek badhiya tractor hai

Ye tractor apne naam Champion 42 Valuemaxx ke jaise wakai ek champion hai kheti me to. kheti ka koi bhi kaam ho, implement chalana ho, hydraulics istemal karna ho, ye sab kar leta hai asani se. ye chote se lekar bade kheto me asani se kaam karta hai bina dikkat.
1 month ago | Babu Lal Saini
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Versatile tractor jo har kaam kar leta hai

Ye tractor achhi quality ke hydraulic system ke sath aata hai. isse har tareeke ke upkaran chalane me madad milti hai jaise trailer, rotavator, harrrow aur plough. isse ye ek versatile tractor ban jata hai jo ki har kaam me sath de sakta hai. mai iski seat bhi apne hisaab se adjust kar pata hu comfort ke liye
1 month ago | Banwari Lal
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Saman khinchne ki shakti bejod hai.

Maine apna paisa is tractor me lagaya or isko lene ke bad se hi mere kheti me kaafi badlav aaya hai. is tractor ki saman khinchne ki shakti behtareen hai, jiski wajah se mai kathin kaam bhi kar pata hu. ye tractor apne kaam se bahut prabhavit karta hai sabko.
2 months ago | Nanalal Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Lambe time tak kam karne me aramdayak nahi hai.

Maine Farmtrac ka 42 HP ka tractor kharid hai jisko mai apne krishi karyo me istmaal karta hu. Iske features acche hai par lambe samay tak kam karne me thakan jada hoti hai. Iska gear bhi bich me diya hua hai jisse aage pair rakhne ki space thodi kam ho gayi hai.
2 months ago | Bablu Deegwal
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Asan control hai is tractor me

Kam samay me iske istemal se me apne kheto me badi duri tay kar pata hu or kaam bhi niptate chalta hu is tractor ki wajah se. isko handle karna to or bhi asan hai baki tractor ke mukable, or isme control bhi asani se samajh aa jae wese hai.
4 months ago | Arjunsingh Sondhiya
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Naam ki tarah hi kam hai

Kehti ke liye toh ye ek Champion tractor hai. Maine isko 2016 me liye tha aur 50000 ghante se upar chala chuka hu. Kheti ke kam ke liye toh iska koi mukabla nahi hai aur jadatar upkaran iske sath bahut acche se kam karte hai. Iska maintenance bhi kam hai jisse bachat acchi hoti hai.
4 months ago | Arjunsingh Sondhiya
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Bhari mitti bhi khod leta hai

Es tractor ki madad se maine zameen ko samtal aur buwayi ke liye sudhar kiya hai. shaktishali hone ke wajah se bhari mitti bhi khod leta hai. zameen ko kheti ke liye tyyar karne ko asan bana diya hai. isse aur kam bhi teji se ho jate hai jaise sichayi or fasal ki dekhbal
2 months ago | Nanalal Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti ke karyo ko sugam bana dia hai

Mene or mere bhai ne ye tractor sath me lia hai jo ki bahut upyogi machine hai hamare lie. isne hamare kheti ke karyo ko sugam or saral bana dia hai. piche ke tyre bhi itne bade or takatwar hai ki har kaam asani se krwa lete hai tractor se.
2 months ago | Dinesh Kumar Sharma
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Farmtrac Champion 42 Valuemaxx Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Farmtrac Champion 42 Valuemaxx Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Farmtrac Champion 42 Valuemaxx Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon