Indo Farm 3040 DI User Reviews


Rating of Indo Farm 3040 DI

rating star icon 4.7/5
overall
Based on 6 Reviews
4.7
Performance
4.7
Comfort
4.7
Value for Money
4.7
Style & Looks

All Indo Farm 3040 DI User Reviews

rating rating rating rating rating

Acche tyres aur brakes se safety milti hai

Mai is tractor se kheti karna bahut pasand karta hu. powerful hai to kaam me kabhi rukawat nahi aati. company ne koyi features nahi chhoda hai. iski body bhi strong banayi hai. isliye bhaari load jhel jaata hai. mai jab bhi ise chalata hu safe feel karta hu kyuki iske tyres aur brakes achha kaam karte hai
6 days ago | Vishal Nagar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kam maintenance wala behthareen tractor hai

Maine Indo Farm company ka tractor abhi 2 saal pehle kharida hai aur iska istmaal kehti ke liye karta hu. Ye ek kam maintenance wala behthareen tractor hai. Iska engine 45 hp ka hai aur baaki features bhi shandaar hai. Meri jarurat ke hisab se ye badhiya tractor hai. Mai isko pure 5 star dunga.
2 weeks ago | Sunil Choudhary
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Top features ise kifayati tractor banate ha

Maine jab se ye tractor use karna shuru liya hai mujhe kam mehnat me jyada munafa mil raha hai. jin kaamo ke liye pehle aur workers lagte the. wo sabhi kaam mai akele isse kar leta hu. iske top features jaise power steering, addc, comfortable seat isko ek kifayati tractor banate hai
2 weeks ago | Kalu Yadav
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iski maintenance ka kharcha kam ataa hai

Ye bada hi faydemand tractor hai. iski madad se mujhe kam samay aur mehnat lagani padti hai. Kheto me kheti karna, jaise ki khudayi, buwayi ke liye ye best hai. iski power se bhari upkaran bhi aaram se chal pate hai. iska design bhi badiya hai. achhi quality wale parts hai to maintenance kharcha bhi kam aata hai
2 weeks ago | Vikram Bhai Bamba
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Dual clutch aur dual PTO ke vikalp ki kami hai

Mai 2018 se SDF ke tractor ka istmaal kar raha jo 45 hp ke engine ke sath aata hai. Ye ek low maintenance tractor hai. Halanki isme company ne agar dual cltuch aur dual PTO ka vikalp diya hota toh aur behthar hota. Mai isko 5 me se 4 star dunga.
2 weeks ago | Sunita Uikey
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Leakage ki problem hai

Mera pass Indo Farm ka tractor hai jiska engine 45 hp ka hai. Mujhe tractor kharide huye kaafi time ho gaya. Shuru shuru me isme koi dikkat nahi aayi par ab isme leakage ki problem hai. Service karane ke bad leakage sahi ho jata hai par kuch time bad fir se start ho jata hai.
2 months ago | Ajay Kumar
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Indo Farm 3040 DI Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Indo Farm 3040 DI Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Indo Farm 3040 DI Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon