Mahindra 275 DI TU User Reviews

Mahindra 275 DI TU Tractor
EMI starts from ₹ 12,909/Month

Rating of Mahindra 275 DI TU

rating star icon 4.6/5
overall
Based on 17 Reviews
4.6
Performance
4.6
Comfort
4.6
Value for Money
4.6
Style & Looks

All Mahindra 275 DI TU User Reviews

rating rating rating rating rating

Hydraulics ke control kaam ke hai kheti me

Is tractor me Mahindra walo ne jo hydraulics me control die hai usse kafi madad ho jati hai kheti me kaam karte wakt. isme advance high precison hydraulics hai jo ki lage hue upkaran ko ekdum sateek tarike se chalane me madad karta hai. isse kaam acha or upkaran surakshit rehte hai.
2 weeks ago | Vaseemrajput Rana
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Asan controls, achi lights or kam noise.

Is tractor ka noise level kafi kam hai jo ki ek achi bat hai. is tractor me lights bhi thik hai jisse thoda kam roshni me bhi kaam kia ja sakta hai jrurat padne pr. or control to sabse ache lagte hai mujhe kyuki unse asani ho jati hai ise chalane me.
1 month ago | Krishn Pratap Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Gear shift karte samay koi dikkat nahi

Aapne kabhi gear shift karne mein struggle kiya hai? Mujhe pata hai ki kis tarah se dusre tractors mein gear shift karna kathin ho sakta hai. Lekin mere is tractor mein aisa kuch nahi hai, gear shift karte tym koi dikkat nahi hoti or baki kamo me bhi ye acha hai.
2 months ago | Jay Hind Parmar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti ke har kam teji se kar deta hai

Ye tractor sabse behtar takat aur lambi life deta hai. iska engine 39 hp ki takat utpann karta hai jo ki kheti ke har kam teji se kar deta hai. iska aasaani se gear shift kiya ja sakta hai aur driver ko thakan ko kam karta hai. aur dusre features ki baat karein toh isme ek hydraulic system hai jiski adhiktam shamta 1200 kg hai. iska front axle behtar balance aur handling pradan karta hai.
2 months ago | Suresh Chand Pahadiya
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Gear badalna behad smooth hai.

Ye tractor behatareen hai kheti ke liye or har gear mein iski taakat mehsoos hoti hai. mujhe is tractor ko lene se pehle hi pata tha ki main ise lekar ek behetar kisam ka tractor khareed raha hu or apni zindagi ko aur bhi asaan bana raha hoon. har kaam me mahir hai ye.
2 months ago | Niraj Mishra
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Full marks dunga is tractor ko.

Jyada din nhi huye hain abhi is tractor ko kharide lekin in 3 salon me yah sabse best saathi raha hai mere sabhi kaam ab aasan ho gaye hain main kheti ke kamon ke saath is tractor se dhulaayi ka kaam bhi kar leta hu kabhi koi dikkat nhi aayi hai iska cooling system best hai engine lagaatar chalne ke baad bhi na kabhi garm huaa hai or na kabhi band is tractor ko takat pr performens me full marks deta hu.
2 months ago | Mahendra Kumr
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Is tractor ka koi mukabala nahi

Sabse kam ka tractor hai. mai iski madad se cultivator rotavator troly chalata hu. chalane me sabse jyada aram hota hai. iski keemat bhi achi rakhi hai
4 months ago | Govind Bhamra Ram
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Damdar h sabhi kheti ke kam me

Iske kam ka mukabala nahi h. jandar tractor h aur aram bhi deta h. iske dam me muje isse accha tractor nhi mila. 2019 se chalara hu cultivator herrow pe laga ke
4 months ago | Mariyappan V
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra 275 DI TU Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra 275 DI TU Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra 275 DI TU Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon