Diesel consumption moderate hai, jo farming ko budget-friendly banata hai. Lift capacity aur hydraulic system ke saath yeh tractor farming ke liye paisa vasool hai
4 weeks ago | Kaivalya
Read More
Is tractor ki lift capacity high hai, jo har tarah ke agricultural implements ko sambhal sakta hai. Hydraulic power bhi bharpoor hai, jo farming ke kaam ko effortless banati hai. Iska engine power bhari kaam me bhi lagataar accha performance deta hai.
4 weeks ago | Pranav
Read More
Tractor ki lifting capacity 2000 kg hai, aur cultivator bohot smoothly kaam karta hai. Engine ka power 50 HP hai jo har tareeke ke kaam ke liye suitable hai. Front axle strong aur reliable hai. Steering system ekdum perfect hai.
3 months ago | Shiv A
Read More
Yeh tractor mere liye kaafi reliable hai. Jab bhi heavy load uthana ho, yeh tractor kabhi fail nahi hota. Engine power kaafi strong hai. or raste pr bhi bhut tez chalata hain
4 months ago | Smrit raj
Read More
Tractor ka motor zyada strong hai aur kaafi halka chalne ke liye design kiya gaya hai. Fuel efficiency bhi kaafi acchi hai aur driver ke liye baithne ki space bhi kaafi comfortable hai , isliye muje ye tractor bhut accha laga
4 months ago | Varun soni
Read More
Mere khet mein Mahindra 575 DI tractor ne kamaal kar diya hai. Iska engine bahut takatvar hai aur diesel ki khapat bhi kam hai. Maine isse hal chalaya, beej boya, aur fasal kaati - har kaam mein ye saathi ban gaya