Mahindra 595 DI

Mahindra 595 DI Tractor
EMI starts from ₹ 15,558/Month

Mahindra 595 DI User Reviews

rating star icon 4.5/5
overall
Based on 8 Reviews
4.6
Performance
4.5
Comfort
4.4
Value for Money
4.6
Style & Looks

All Mahindra 595 DI User Reviews

rating rating rating rating rating
Kam maintenance or kifayati hai ye.
Is tractor se mere kheto me nayi jaan ayi kyuki ye apne damdar engine se kheti ke kaam asani se kar pata hai. ye tel ki khapat bhi kam karta hai kaam k samay jisse kuch samay bad bachat achi ho jate hai. fir isme mujhe maintenance bhi kam lagta hai to achi bat hai.
4 days ago | Manoj Patra
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Ye tractor achi performance deta hai.
Har tarah ke kam me ye tractor achi performance deta hai. iski jyada bhar uthane ki shakti mere bade kam ati hai. mai bade saman ko bhi asani se idhr udhr dho pata hu. khet me bhi ye kayi prakar ke yantra chala leta hai jisse mehnat kam karni padti hai.
1 month ago | Subodh Kumar Das
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Kifayati tractor hai par aur behthar ho sakta tha.
Mere pass Mahindra ka 49 Hp ka tractor hai jiska mileage shandaar hai. Mera kheti ka hi karobar hai aur mujhe tractor ki bahut jarurat padti hai. Iska engine damdar hai par iska transmission aur behthar ho sakta tha. Mai is tractor ko 5 me se 4 star ki rating dunga.
1 month ago | Nemichand Meena
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Engine bahut powerful hai.
Mera Mahindra ka trator 49 HP ka hai aur iska engine bahut hi powerful hai. Isme 4 cylinders hai jiski wajah se kisi bhi kam ko karne me kabhi koi dikkat nahi aati. Halanki iska transmssion thoda outdated hai. Iske engine ke hisab se gearbox aur behthar hona chahiye tha.
2 months ago | Pravin Navnath Pandit
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Bahut hi kam indhan khata hai.
Main is tractor ko 2022 ke pehle se hi use kar raha tha aur mujhe ye tractor bahut pasand hai. ye bahut hi kam indhan khata hai aur isse kaam karna bahut hi comfortable hai. main is tractor ko apne sabhi kisan bhaiyo ko lene ki salah dunga. iski power ka koi mukabala nahi kar sakta.
2 months ago | Afjal Malik
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Mitti ko bareek kar deta hai ache se
Is tractor ko 2015 me kharida tha. iske kam ki jitni tareef kro kam hai. mai ispe rotavator chalata hai. mitti ko bareek kar deta hai ache se. power steering hath ko aram deta hai. poora din khet me kam karne par bhi shareer toota nahi. is wajah se jaldi kam ho jate hai
3 months ago | Sayaji Sopanarav Konde
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Kaltivater aur trolli mahindra 595 di par bade aram se chalta h
2017 se 8000 ghante se jada main mahindra ke is trektar ko chalya lekin dikkat nahi hui kheti ke kisi bhi kaam me.kheti me jada tar isko jutai ke bad miti ko baarik karne ke kaltivater ke sath chalata hu.aur kabhi kabhi isko main saman dhulai ke liye bhi trolly ke sath chalata hu.
4 months ago | Md Saiful Islam
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Chote khet ke lie sahi h
Mera tractor saare upkarno ke sath thik se kam kr raha hai. Chote kheto ke liye ye ek accha vikalp hai.
4 months ago | Rashid Ukha Pinjari
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra 595 DI Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra 595 DI Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra 595 DI Tractor

X
Thank You !
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
begging hand
Need A Tractor Loan?
Get easy and instant online offers from multiple banks for FREE

Want To Sell A Tractor?

sell user Sell Your tractor at best price
X

Fill This Form To Check You Are Eligibility

Eligibility Result

success check icon
Congratulations!
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon