Rating of Mahindra Arjun Ultra -1 555 DI

rating star icon 4.9/5
overall
Based on 29 Reviews
4.9
Performance
4.9
Comfort
4.9
Value for Money
4.9
Style & Looks

All Mahindra Arjun Ultra -1 555 DI User Reviews

rating rating rating rating rating

Har prakar se ek badhiya tractor hai ye

Is tractor me sab feature ekdum kamal ke hai or kheti ke liye hi bane hai. isme 50 HP ka to pehle powerful engine hai, fir isme constnat mesh dia hai company ne. ye achi bhar utahne ki takat bhi sath lata hai or power steering bhi hai isme. in sab ke sath ye har kaam ko karne me mahir hai.
3 months ago | Bheru Lal
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Achi pakad rehti hai iski kaam ke dauran

Is tractor ko kaam ke liye istemal karna behad hi asan hai, ise kahi bhi chalao ye aasani se pakad bana kar chalta hai. maine ise kai ubd khabad rahto pr chalaya hai or isne hamesha sath dia hai. kaam bhi iska kafi badhiya hai or isliye mujhe isse koi badi shikayat nahi hai.
5 months ago | Bibhishan Chavan
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Sare features mila ke ek badhiya tractor h

Kafi samay k bad kisi chij ke bare me apna anubhav batane ka man kia hai. ye tractor itna balanced hai ki kheti ho chahe maal dhulai ho ya or koi kaam, ye har kaam ko bakhubi kar lene me saksham hai. chalane me asan, or jada der tk bethne me koi dikkat nahi or mahindra ka naam bhi iski shan badhata hai.
5 months ago | Pankaj Tomar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iske gear smoothly change ho jate hai

Is tractor ki maintainance bahut asaan hai. upar se ye kharab bhi nahi padta. isse kaam ke beech me rukawat nahi aati. powerful engine hai to mere saare kaam jaldi ho jate hai. iske gear smoothly change ho jate hai. is tractor ki madad se mujhe kheti karne me bahut sukoon hota hai
6 months ago | Khandu Pundlik Sonkable
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Stable or feature loaded hai ye tractor

Is tractor me wese to company ne kai features die hai jisse kheti me acha khasa aram hai. ye ek constant mesh gearbox ke sath ata hai or isme 1850 ki lifting capacity bhi hai jo koi bhari saman aram se dho lene me shaksham hai. chalate wakt bhi ye ekdum stable rehta hai.
7 months ago | Pravin Mohanrao Atakare
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Noise level bahut hi balanced hai

Is tractor ka noise level bahut hi balanced hai kyuki kaaam karte wakt maine isme jada shor nahi suna hai baki tractoro ke jaise. is wjha se ye mujhe kafi acha tractor lagta hai. baki kheti se jude sare kaam to ye aram se kar leta hai chahe koi bhi ho.
7 months ago | Nitin Sudhakar Bobade
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Acha service support or adhik bhar uthata h

Mujhe apne mahindra ke tractor me jo bate achi lagi wo hai sabse pehle to iski bhar uthane ki shamta kyuki ye bahut bhar utha leta hai. dusra isme mujhe achi service support milta hai jo mje bina dikkat ise istemal karne ka sukoon deta hai or fir mahindra to desi brand hai.
7 months ago | Vijay Kumar Lodhi
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Meri kheti positively transform hui hai

Is tractor ke hone se meri kaam karne ki shamta me asar aya hai or wo achi hui hai. pehle kheti ke jis kaam ko karne me pura din lag jata tha ab wo kam kuch ghanto me hi ho jata hai or wo bhi seat per baith baith. is tractor ki wjhas se meri kheti positively transform hui hai.
7 months ago | Machhindra Ramnath Korde
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra Arjun Ultra -1 555 DI Tractor

By clicking on submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra Arjun Ultra -1 555 DI Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no. XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra Arjun Ultra -1 555 DI Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon