Mahindra Yuvo Tech+ 475 User Reviews

Mahindra Yuvo Tech+ 475 Tractor
EMI starts from ₹ 15,646/Month

Rating of Mahindra Yuvo Tech+ 475

rating star icon 4.7/5
overall
Based on 12 Reviews
4.8
Performance
4.7
Comfort
4.6
Value for Money
4.6
Style & Looks

All Mahindra Yuvo Tech+ 475 User Reviews

rating rating rating rating rating

Is tractor me brakes kafi damdar hai

Ye tractor wese to har kaam karne ki kabiliyat rakhta hai pr is tractor ka braking system mujhe acha laga jo ki har jagha ekdum satik brakes pradan karta hai. in brakes ke bharose me kisi bhi jameen pr chala leta hu ise or jab kabhi jrurat pade to brakes apan kam karte hai ache se.
2 months ago | Sikandar Raut
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti se jude kaam karne me saksham hai

Mai ye tractor 2020 se use kar raha hu. kheti ke liye ye best model hai. isme diya gaya engine sare kheti se jude kaam karne me saksham hai. mai isse dhulayi ka kaam bhi karta hu. isliye isko all rounder tractor kehna galat nahi hoga. time aur paisa dono bachata hai.
2 months ago | Ramprsad Bairwa
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Bade upkaran bhi kheech leta hai

Jab bhi ise uchhe chadayi chalata hu ye bina ruke chad jata hai. ye iske damdar torqye ki wajah se hai. yhi nahi ubad khabad kheto me bhi balance banaye rakhta hai. bade upkaran bhi kheech leta hai. mujhe iske kaam se koyi shikayat nahi hai. agla tractor lena pada to bhi yahi lunga.
2 months ago | Kailash Gayari
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Smooth chalta hai har prakar ki mitti me

Iska damdar kam mujhe kheti me badi madad karta hai. khet jotne me pehle hafto lag jate the. ab whi kam ghanto me ho jata hai. upar se mehnat bhi kam lagti hai. iski handling bhi achhi hai. smooth chalta hai har prakar ki mitti me. paisa wasool tractor bol sakte hai.
2 months ago | Jitendra Dhanraj
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Isko aasaani se istemaal kar sakte hai

Maine tractor kharidne ke liye lambe samay tak research kiya aur main apne faisle se bahut khush hoon. mujhko sabse zyada pasand aayi chizon mein se ek hai iski aasaani se istemaal karne ki shamata. aur khet ko jotna ho sichayi ho ya dhulayi sabhi kam me number 1 hai. naye features ke sath ek adhunik tractor hai.
2 months ago | Gouranga Ghosh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Lockdown se pehle liya tha jada nahi chala paya

Mere pass Mahindra ka tractor hai jo maine 2020 me khaird tha. Ye tractor maine lockdown se thik pehle khaird tha isliye abhi tak umeed ke mutabik isse nahi chalaya paya. Par ab ye kheti ke liye kaafi istmaal hota hai. Tractor badhiya hai par agar isme dual ya double cluch hota toh implement chalane me aur asani hoti.
2 months ago | Bhausaheb Baraku Khairnar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Accha trektar hai lekin single clutch plate dikat deta h

Mere pass Mahindra ka tractor hai jo 39 HP engine ke sath aata hai. Maine is tractor ko 2013 me kharida tha aur karib 10000 ghante chalane ke bad iska review likh raha hu. Ye kheti ke kam acche se karta hai par single clutch hone ke kaaran PTO se sanchalit hone wale upkaran chalane me dikkat hoti hai.
2 months ago | Manoj Kumar Mahaseth
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Clutch me dikkat hai baki sab thik hai

Maine 2022 me is tractor ko kharida tha aur abi kariban 140 ghante hi chalaya hai. Tractor thik toh kam kar raha hai par mujhe lagta hai isme clutch ki thodi dikkat hai kyuki gear lagane me thode jhatke mehsoos hote hai. Baki abi koi aur dikkat toh nahi dikhayi di.
4 months ago | Jitendra Visheshwar Patel
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 475 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 475 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 475 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon