Mahindra Yuvo Tech+ 575 User Reviews

Mahindra Yuvo Tech+ 575 Tractor
EMI starts from ₹ 16,966/Month

Rating of Mahindra Yuvo Tech+ 575

rating star icon 4.8/5
overall
Based on 11 Reviews
4.8
Performance
4.8
Comfort
4.8
Value for Money
4.8
Style & Looks

All Mahindra Yuvo Tech+ 575 User Reviews

rating rating rating rating rating

Iska clutch use karne me suvidhajanak hai

Ye tractors ka engine mujhe alag alag kheti ke kaamo ko teji se karne ki azadi deta hai. chaahe chota ya bada kheti ka kaam ho mai sab me ise hi use karta hu. iska clutch mujhe use karne me suvidhajanak lagta hai. power steering hai to mai poore din is tractor ko bina thakaan ke chala pata hu
1 month ago | Vickram Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Bhari load kheechne me madad milti hai

Ye tractor mahindra ke bhrose ke sath ata hai. horsepower aur torque ke mamle me sabse aage hai. isse bhari load kheechne me madad milti hai. kabhi khet ya road me gaddhe me phas jaye to bhi jaldi nikal jata hai. power steering ke sath lambe samay tak kam karne me asaani hoti hai.
1 month ago | Vishnu Kamlakar Shitole
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Sare kaam ghanto me ho jate hai

Iss tractor ne mera kaam bahut hi aramdayak kar diya hai. pehle jaise dino dino tak kheto me nahi rehna padta. shaktishali engine ki wajah se sare kaam jaldi ho jate hai. samay bachta hai upar se fasal bhi achhi hoti hai. inn sab cheejo se munafa badh gaya hai kheti se.
2 months ago | Basantilal Bhati
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Engine ke hisab se transmission aur behthar hona chahiye tha

Maine Mahindra ka tractor 3 saal pehle kharida tha. Iska engine 47 hp ka hai aur ye single clutch ke sath aata hai. Iske engine ke hisab se transmission aur behthar ho sakta tha. Ispe implements kam sahi karte hai par dual clutch hota toh implements aur behthar kam karte.
2 months ago | Dashrath Kumar Verma
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Bade upkaran ispe achhe se kam karte hai.

Iss tractor ki madad se kheti karne mein meri mehnat kam huyi hai. isse meri sharirik thakan kam hoti hai. mai aur kamo par bhi dhayan de pata hu. jyada power ki wajah se bhari load bhi aram se utha leta hai. bade bade upkaran ispe achhe se kam karte hai.
2 months ago | Babasaheb Buvasaheb Javare
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Damdar injan se sare kam ho jate hai

Kaam ke hisab se dekha jae to ye tractor acha kaam karne wale tractaro ki shreni me ayega mere anuman se, kyuki ek to mera dia hua har kaam ye aram se kar leta hai, kabhi jda ho jae to b nipta hi deta hai or dusra hai iska damdar injan.
2 months ago | Ajab Singh Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kifayati aur takatvar tractor hai yah

Yah Rotavator,Caltivator aur Trolly ke liye best hai mahindra ka yah tractor kimat ke hisab se bhi kisanon ke bajat ke anukul hai iska look bhi badhiya hai 12 saal pahle maine yah tractor liya tha isne kabhi mujhe pareshan nhi kiya hai iska upyog me maal dhulayi ke liye bhi karta hu
2 months ago | Gorakh Jagannath Madane
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iski tel ki khapat bhi kam hai

Mai 2019 se is tractor ko use kar raha hoon aur muje iski performance badiya lagi. yeh bina kisi kathinai ke vibhinn kheti se sambandhit karyaon ko aasanee se nibhata hai. iski tel ki khapat bhi kam hai to bachat karne mein madad karti hai. rotavator caltivator or trolly maine bahut chalaya hai ispe.
2 months ago | Arjun Chandu Pawar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 575 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 575 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 575 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon