Mahindra Yuvo Tech+ 585 User Reviews

Mahindra Yuvo Tech+ 585 Tractor
EMI starts from ₹ 17,197/Month

Rating of Mahindra Yuvo Tech+ 585

rating star icon 4.7/5
overall
Based on 12 Reviews
4.7
Performance
4.7
Comfort
4.7
Value for Money
4.7
Style & Looks

All Mahindra Yuvo Tech+ 585 User Reviews

rating rating rating rating rating

Auro ke mukabale isme torque bahut jyada ha

Is tractor me rukawat mukt chalne ki shamata rakhta hai, isse mujhe har kheti se jude kaam karne me asaani hoti hai. isme bahut se features hai jo mujhe thakaan se bachata hai jaise side wala gear aur power steering. auro ke mukabale isme torque bahut jyada hai jo ki bhari load kheechne me madad karta hai.
2 months ago | Julfan Yamin
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Comfort ke hisab se bhi ye aramdayak hai

Majbooti ki mamle me isse badiya kuch nahi. bahut hi strong body hai iski. comfort ke hisab se bhi ye aramdayak hai. mai ghanto iske sath kaam karke bhi thakta nahi hu. harrow rotavator jaise upkaran chalane me bhi koyi preshani nahi ati. maine apni kheti me bahut sudhar kiya hai is tractor ki madad se.
2 months ago | Nagarbhai Ramjibhai Vanpra
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Tractor ka PTO alag se kam nahi karta.

Maine Mahindra ka tractor pichle saal second hand kharid tha. Ye acchi condition me hai aur paise ke hisab se accha kam karta hai. Par isme ek hi clutch hai jisse tractor ka PTO alag se kam nahi karta. Company ko isme dual clutch dena chahiye tha jisse implements aur asani se kam kar sake.
2 months ago | Nausad Ali
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Is tractor ne jindgi badal di.

Mahindra ke is tractor ko lene ke baad meri jindgi puri tarh badal gayi hai, mere jivan ka sabse achha faisala raha is tractor ko kharidna, main ise trolly chalaane ke liye liya hu, bhaade par chalata hu jisse mujhe acchi aamdani ho jaati hai, maailej or takat me yah tractor sabse aage hai.
2 months ago | Chhote Lal
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Ispe trolly cultivator bahut chalaya hai.

Har kheti ke zaroorat ke liye ek perfect option hai. maine ise 2020 me khareeda tha aur apne khet me lagbhag 2200 ghante chala liya hai. maine ispe trolly cultivator bahut chalaya hai kyuki is tractor ki power inko asani se kheech leti hai. fasal ki upaj badne me iska bahut bada hath hai.
2 months ago | Shivek Kumar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Isme Dual ya double clutch hona chahiye tha

Mere pass Mahindra ka tractor hai. Iska engine 49 HP ka hai aur ye budget me ek bahut accha tractor hai. Iske saare features kheti ke hisab se sahi hai par single clutch hone ki wajah se alag alag upkaran chalane me dikkat hoti hai. Mujhe lagta hai isme dual ya double clutch hona chahiya tha.
2 months ago | Jasveer Singh
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Dual clutch ka option hona chahiye tha

Mere pass 45 HP ka tractor hai jo Mahindra ka hai. Isko khairde huye 2 saal se upar ho gaye aur mai isko kheti me bahut jada istmaal karta hu. Waise toh iska kam badhiya hai par single clutch hone ki wajah se kuch kuch upkarane chalane me dikkat hoti hai. Isme dual clutch ka option hona chahiye tha.
2 months ago | Suwa Ram
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Dual clutch ka option hona chahiye tha

Mere pass 45 HP ka tractor hai jo Mahindra ka hai. Isko khairde huye 2 saal se upar ho gaye aur mai isko kheti me bahut jada istmaal karta hu. Waise toh iska kam badhiya hai par single clutch hone ki wajah se kuch kuch upkarane chalane me dikkat hoti hai. Isme dual clutch ka option hona chahiye tha.
2 months ago | Suwa Ram
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 585 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 585 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra Yuvo Tech+ 585 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon