Massey Ferguson 241 DI Dynatrack User Reviews

Massey Ferguson 241 DI Dynatrack Tractor
EMI starts from ₹ 16,607/Month

Rating of Massey Ferguson 241 DI Dynatrack

rating star icon 5/5
overall
Based on 8 Reviews
5
Performance
5
Comfort
4.9
Value for Money
4.9
Style & Looks

All Massey Ferguson 241 DI Dynatrack User Reviews

rating rating rating rating rating

Har mitti ya mausam condition me kam skta h

Jyada horsepower ki wajah se bade aur bhaari krishi upkarano ko chalane me asaani hoti hai jaise ki plough, tiller aur katayi machine. iske saath khadi dhalano par asaani se chal sakta hai. damdaar body isko har prakar ki mitti aur mausam ki condition me kaam karne me sahayata karta hai
1 week ago | Sajid Alam
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kaam ke mamle me acha tractor laga mujhe ye

Mere tractor ka naam Massey Ferguson 241 DI Dynatrack hai or ye ek 42 HP ka tractor hai. isko istemal kia hai maine or kai upkaran bhi chalaye hai jaise trolley, rotavator or baki. ye tractor kheti ke liye ekdum upyukt sathi hai kisi bhi kisan ke liye or kaam badhia hai iska.
1 week ago | Chhatarsingh Rajpurohit
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iska hydraulic system top quality ka hai

Mere tractor ka engine shaktishali hai taki wo kheti ko aasani se kar sake. iska hydraulic system bhi top quality ka hai jisse ki sabhi upkaran aur attachments jaise ki loader, plough aur mower jode ja sakte hai. iski khasiyat hai ki bina ruke ye kathin kaam bhi kar leta hai
1 week ago | Kamlesh Rajgor
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iske features khheti ko smart banate hai

Massey ke tractor duniya me jane jate hai apni takat aur quality ke liye. mere wale model saare kaam ke features hai jo ki khheti ki dikkate ko solve karte hai. dual clutch, comfortable seat, oil brakes kuch example hai. maine iss tractor ko bahut chalaya hai aur iski damdaar performance ne mujhe bahut khush kiya hai
2 weeks ago | Neeraj Yadav
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Tractor abhi naya hai par behthareen hai.

Mera tractor abhi bilkul naya hai, maine isko isi saal kharida hai. Ye Massey Ferguson company ka hai aur iska engine 42 HP ka hai. Isko company ne kheti ke kam ke liye hi banaya hai. Iska engine advance quality ka hai jo fuel kam khata hai aur pradusan bhi jada nahi karta.
2 months ago | Altaf Hussain
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kam ye jaldi or bina band huye kar leta ha

Iske jandar engine ki tareef karni banti hai. company ne power ki koi kami nahi rakhi hai is tractor me. isliye khet pe har kam ye jaldi or bina band huye kar leta hai. jaise ki jutai katai ya bhari load uthana. iska clutch bhi muje or tractaro ke mukabale jyada smooth lagta hai
2 months ago | Mahendra Bairava
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Bhari se bhari load ke sath chal pata hai

Mai transport ka kam karta hu jiske liye muje load uthane wala tractor chahiye tha. 2019 me maine bahut samjhkar ye model liya tha. muje khusi hai ki mai is tractor ke sath gaya. isme itni jan hai ki bhari se bhari load ke sath chal pata hai wo bi bina slow huye ya ruke
4 months ago | Ram Lal
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Maintenance aur diesel ki khapat jada hai

Maine Dynatrack series ka tractor saal 2022 me liya tha aur jisko karib 500 ghante chala chuka hu. Iski kam karne ki chamta bahut acchi hai par isme diesel ki khapat thodi jada hai. Iska maintenance bhi umeed ke hisab se thoda jada lagta hai. Mai isko 5 me se 4 star ki rating dunga.
4 months ago | Darbar Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Massey Ferguson 241 DI Dynatrack Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Massey Ferguson 241 DI Dynatrack Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Massey Ferguson 241 DI Dynatrack Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon