All Massey Ferguson 241 DI Planetary Plus User Reviews
Load uthane ki capacity bahut jayada hai
Iski ek service maine kara li hai. maine ise jitna bhi chalaya hai mere tractor me koi bhi issue nhi aaya hai. damdaar performance deta hai har condition me. iski load uthane ki capacity bhi bahut jayada hai. isse bade upkaran ke sath sath bhari saman bhi transport kar sakte hai
1 week ago | Vipul Kokadiya
Rating Parameters
5/5
Performance
5/5
Comfort
5/5
Value for Money
5/5
Style & Looks
Read More
Isse fasal ki paidawar badh gayi hai
Is tractor se bahut saare upkaran chala sakte hain, jaise ki seed drill, jisse bijai ka karya jaldi ho sakta hai, aur isse samay ki bachat hoti hai. fasal ki paidawar badh gayi hai jisse mera munafa bhi badh gaya hai. mai is tractor ko khareed kar kaafi satisfy hu
1 week ago | Hari Harsha
Rating Parameters
5/5
Performance
5/5
Comfort
5/5
Value for Money
5/5
Style & Looks
Read More
Kheti ke liye ek powerful tractor hai
Mai iss tractor se bahut khush hu. iski wajah se meri kheti ke kaam asaan ho gaye hai. mere bade khet hai jisme kheti ke liye ek powerful tractor chahiye. ye tractor iske liye bilkul perfect hai. har tarah ki mitti me badiya performance deta hai wo bhi kam diesel peeke.
1 month ago | Mukesh Kumar Kantwa
Rating Parameters
4/5
Performance
4/5
Comfort
4/5
Value for Money
5/5
Style & Looks
Read More
Kafi salo se massey ka tractor chala raha hu
Massey ka ye tractor istemal karte hue kafi saal ho gaye hai mujhe or is ki wjha se mere kheti se jude kaam pure jaldi se jaldi ho jate hai. Isko istemal karne ka tarika bhi itna asan hai k agar koi naya insan bhi ek do bar dekhe chala ke to sab asani se samjh jayega.
4 months ago | Avinash Kumar
Rating Parameters
5/5
Performance
5/5
Comfort
5/5
Value for Money
5/5
Style & Looks
Read More
Gearbox power ke hisab se aur behthar hona chahiye tha.
Maine Massey Ferguson company ka tractor kharida hai jo 42 HP ka hai. Maine isko 2020 me kharida tha. Mujhe lagta hai iski engine power ke hisab se gearbox aur behthar hona chahiye tha. pehle aur dusre gear lagane ke time pe tractor ko dheere karna padta hai jisse kam karne me thodi dikkat hoti hai.
2 months ago | Vinod Kumar
Rating Parameters
4/5
Performance
4/5
Comfort
4/5
Value for Money
4/5
Style & Looks
Read More
Cultivator, triller, rotavator, sb chalta hai isme
Thik chalta hai ye tractor. cultivator, triller, rotavator, sb chalta hai isme
4 months ago | Suresh Yadav
Rating Parameters
5/5
Performance
5/5
Comfort
5/5
Value for Money
5/5
Style & Looks
Read More
Ye trekar humko bahut pasand aya
Mesy ka yah tractor hamko bahut pasand aaya yah kheti or rod ke kaamo ke liye bahut achha tractor he dijal bhi kam khapat karta he