Eicher 368 User Reviews

Eicher 368 Tractor
EMI starts from ₹ 12,050/Month

Rating of Eicher 368

rating star icon 4.8/5
overall
Based on 11 Reviews
4.8
Performance
4.8
Comfort
4.8
Value for Money
4.8
Style & Looks

All Eicher 368 User Reviews

rating rating rating rating rating

Har halaat me balance hokar kaam karta hai

Ye tractor sabhi condition ke liye best hai. maine har tareeke ki mitti me chala ke dekh liya hai. bhale ye keechad kyu na ho ye balance rehta hai. isse mai safe feel karta hu. iske pto ke madad se saare hi upkaran chal jaate hai. bade engine se engine bhi jyada milti hai
1 day ago | R K Mawai
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Category II ka implement support krta h

Is tractor me three point linkage me category II ka support hai jisse ye jada or bhari implement ko support karta hai jo kaam ke dauran alag alag paristhitiyon me kafi kargar chij ho jati hai. ye tractor wajan bhi acha khasa utha leta hai hydraulics damdar hai is ke.
2 weeks ago | Prakash Zala Bhikhaji
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Weight distribution acha hai is tractor ka

Weight distribution mujhe iska kafi acha laga. maine or bhi tractor chalaye hai pr sabme thoda jyada mehnat lagti hi hai thoda alag rasto par chalate hue pr is tractor ko kahi bhi le jao koi jada mehnat nahi or na takat lagti hai jo ki bahut achi bat lagi mujhe iski.
2 weeks ago | Anil Bhendarkar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti me asani ho gayi is tractor ki wajah se.

Maine 2021 me ye eicher company ka tractor liya tha. is tractor se pehle mere pas koi tractor nahi tha. pr isko istemal karne ke bad mujhe itna to pata hai ki ab kheti ka kaam bojh nahi lagta or jaldi bhi ho jata hai. mere lagat se jada mujhe paidawar milti hai kheti me jisse mai khus hu.
2 months ago | Ram Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iska maintenance bahut kam hai.

Mere pass sabse low maintenance tractors me se ek hai jo ki Eicher company ka hai. Iske saare features price ke hisab se bahut acche hai. Ye tractor trolley ke sath istmaal karne ke liye sabse sahi hai kyuki trolley ke sath iska average shandaar hai. Mai isko 5 star dunga.
2 months ago | Motiya Bhai Bhurajibha Bhuriya
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti asan or tej ho gai hai.

Mere is Eicher ke tractor ki ride mujhe bahut acchi lagta hai. Isko asani se apne kheto me istemal kar pata hu me or kam jagha hone par bhi ye asani se ghum pata hai. iske ane se mere kheti ki paidawar badhi hai or ab mujhe jada der tak khet me reh kar kam nahi karna padta.
2 months ago | Chandar Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Trolley ke sath chalane ke liye sabse best hai

Mere pass Eicher ka tractor hai jo kaafi sasta hai aur iska maintenance bhi bahut kam hai. Mai isko jadatar trolley ke sath hi chalata hu aur road pe iska mileage bahut accha hai. Halanki ye kheti ke mushkil ke karyo ke liye utna behthar nahi hai kyuki iska engine jaldi garam ho jata hai.
2 months ago | Ram Singh
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iske sath trolly ka upyog kar raha hu

Muje apne tractor me koi kharabi nahi mili ha. mai transport ka kam karta hu to muje loading ke liye tractor chaihiye the. kayi vikalp dekhne ke bad maine is tractor ko 2021 me liya or tabse mai iske sath trolly ka upyog kar raha hu. kitna hi bhari load ho ye sab kheech leta ha
2 months ago | Satya Pal Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Eicher 368 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Eicher 368 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Eicher 368 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon