Eicher 380 Super Power User Reviews

Eicher 380 Super Power Tractor
EMI starts from ₹ 13,217/Month

Rating of Eicher 380 Super Power

rating star icon 4.6/5
overall
Based on 8 Reviews
4.8
Performance
4.6
Comfort
4.5
Value for Money
4.5
Style & Looks

All Eicher 380 Super Power User Reviews

rating rating rating rating rating

Khet aur road dono me tej chalta hai

Maine aur bhi tractor chalaye hai par isne mujhe jyada prabhavit kiya hai. engine ki takat ki wajah se khet aur road dono me tej chalta hai. maine isse beej bone se lekar khet level karna aur khudayi karne me use kiya hai. sare yantra ispe chal jate hai. samay paise done bachte hai iske kam se.
2 months ago | Md Kalam
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Gearbox aur accha ho sakta tha

Mai 2017 se Eicher ka tractor chala raha jo 42 HP ke engine ke sath aata hai. Iska engine badhiya hai par gearbox aur accha ho sakta tha. halanki price ke hisab se tractor ke features acche hai par engine ke hisab se gearbox accha hota toh aur behthar hota.
2 months ago | Pavan Kumar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Power me super hai.

Mere pass Eicher ke behthareen tractors me se ek hai jo 42 hp ke engine ke sath aata hai. Company ne is tractor ko khas kheti ke liye hi banaya hai. Maine is tractor ko isliye kharida kyuki Eicher ke tractors kifayhati hote hai aur mera tractor bhi kaafi acchi bachat karata hai.
2 months ago | Ramsvrup Jat
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Dhulayi ke liye bahut badiya tractor hai.

Ye tractor sirf kheti ke liye hi nahi, balki anya karyon mein bhi upayogi hota hai jaise bhari saman ko ek jagah se dusri jagah le jana. dhulayi ke liye bahut badiya tractor hai. khet me ye bhoomi ko level karne mein, fasal katayi sab kam me use hota hai. kifayati hone ke karan bachat bhi hoti hai.
2 months ago | Dharmendra Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Maintenance k kharcha bahut kam hai.

Mera tractor Eicher company ka hai aur iska engine 42 HP ka hai. Eicher ke tractors ki sabse khas batt ye hoti hai ki inka mainteance ka kharcha bahut kam hota hai. Mere tractor ka bhi maintenance bahut kam hai. Isko kheti ke kam me istmaal karne me kaafi bachat ho jati hai.
2 months ago | Madige Laxmi
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Transmission purana hai

Mere pass Eicher ka tractor hai jisko mai 2015 se chala raha hu. Iska engine 42 HP ka hai aur maine isse karib 4000 ghante se upar chalaya hoga. Iska engine badhiya hai par transmission purana hai. pPehla aur dusra gear badalte time iske transmission se awaz aati hai jisse kam karne me thodi dikkat mehsoos hoti hai.
2 months ago | Rameshwari Patel
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Maintenance aur diesel ki khapat kam hai

Eicher ke tractors ki sabse acchi batt hoti hai ki inka maintenance bahut kam hota hai aur mileage bhi accha dete hai. Isliye maine Eicher ka 42 HP ka tractor kharida. Eicher ke service centres bhi har jagah mil jate hai isliye mere liye Eicher ka tractor hi sahi tha. Mai isko pure 5 star dunga.
4 months ago | Madige Laxmi
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Tractor thik hai thoda gearbox me dikkat hai

Maine 4 saal pehle is tractor ko liya aur tab se khud bhi chalata hu aur goan ke baki logo ne bhi chalaya hai. Ye kheti ke saare kam sahi se kar deta hai par iske gearbox me thodi dikkat mehsoos hoti h. Ye baki logo ne bhi bola h isliye mai isko 4 star dunga.
4 months ago | Amit Kumar
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Eicher 380 Super Power Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Eicher 380 Super Power Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Eicher 380 Super Power Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon