John Deere 5105 User Reviews

John Deere 5105 Tractor
EMI starts from ₹ 14,677/Month

Rating of John Deere 5105

rating star icon 4.5/5
overall
Based on 14 Reviews
4.5
Performance
4.5
Comfort
4.5
Value for Money
4.6
Style & Looks

All John Deere 5105 User Reviews

rating rating rating rating rating

Isme bahut se problem face kar raha hu

is company ki service acchi hai lekin mere ish tractor me bahut sare problem hai. mileage thik nahi de rahi tractor. baki ki tractor ke according ye tractor working time bahut jyada le rha hai or ishki power steering me bhi problem aarhi hai. halaki power ki kami ni hai tractor me
1 week ago | Kavan Patel
Rating Parameters
rating star icon 3/5
Performance
rating star icon 3/5
Comfort
rating star icon 3/5
Value for Money
rating star icon 3/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Har kaam ke liye unnat tractor

Ye tractor kafi shaktishali hai jisse kheti ka kaam bahut asani se ho jata hai. is tractor ko maine khas apne kheto ke kam ke liye liya tha or wo kaam ye tractor badhiya karta hai. baki or bhi kaam jaisa saman dhona wgera me bhi ye kafi acha hai.
2 weeks ago | Sandeep Sodhi
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Ache hydraulics or lambe samay tk kaam

Is tractor ki hydraulics mujhe bahut badhiya lagti hai baki tractor ke samne. mujhe jitna kaam hota hai us hisab se ye tractor kafi badhiya hai. isme power steering dia hua hai to usse bhi kaam asan hi hua hai or jada der tak kaam kiya ja sakta hai kheto me.
1 month ago | Mahendar Oraon
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kisi bhi implement ko chala leta hai.

Is tractor ki majbut banawat or damdar engine ki badolat mai is tractor par kafi bharosa karta hu kaam ke doran. Ye kisi bhi kaam ko bina kisi dikkat ke or kisi bhi ubad khabad zameen par sambhal kar chalane me Saksham hai or kisi bhi implement ko chala leta hai.
2 months ago | Devendra Bahadur Singh Chauhan
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Yeh tractor ek vishwaasniya saathi hai.

Apne kheti ke kam me maine kai tractors ka use kiya hai lekin ye tractor sabse alag hai. iski power aur kam maintenance ki zaroorat ne mera samay aur paise dono bachaye hain. yeh tractor ek vishwaasniya saathi hai jise main ek season se dusre season tak bharosa kar sakta hoon.
2 months ago | Ganesh Dhondu Patil
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti ke zarooraton ke liye bilkul sahi hai.

Maine iss tractor ka istemaal kayi saalon se kiya hai, aur hamesha iski quality aur performance se prabhavit raha hoon. ye ek taakatwar aur bharosemand tractor hai jo mere kheti ke zarooraton ke liye bilkul sahi hai. iski seat bhi bahut comfortable hai aur badi tanki hone ke karan lambe samay tak khet me kam karta hai.
2 months ago | Desh Deepak Pandey
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

10 hajar ghante chalaane ke baad bhi koi samsya nhi

is tractor ko mene abhi tak 10 hajar ghante se bhi jayda chala liya he koi bhi paresahni nhi aayi he iske look or pradarshn ko dekhte huye ise me 5 me se 5 number dunga is tractor ko kharidne ka mera faisala sahi tha ab mera kheti ka kaam asaanise ho jata he
4 months ago | Gangula Srinivasreddy
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Har implement ko asani se chalane ki shamta hai

Is tractor ka damdar hona hi is tractor ki badhiya bat hai, ye har kaam asani se kar leta hai, jese saman khinchna, koi implement jod ke chalana, kisi tede medhe ya kacche raste pr chalna ho, ye sab aram se or sahi tarike se krta hai, bina kis dikkat ke.
2 months ago | Teerath Prasad Patel
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details John Deere 5105 Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details John Deere 5105 Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details John Deere 5105 Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon