mahindra 415 di tractor mere pass hain jismain lagbafg 42 hp ka engine hain sath hi 1500 kilo ki lift hain sath hi iska sabsse badiya jo mujhe laga ki iska 179 nm ka torq hain jo ise accha banata hain bs is tractor ka jo age ka axle hai adjestable hona chaiye tha
2 months ago | Darshan sathe
Read More
Beej bone se lekar fasal kaatne tak, har kaam mein ye sahayta karta hai. Steering light hai, pure din chalane par bhi haath nahi dukhte. Hydraulics efficient hain, implements jaldi jud-khul jate hain.
6 months ago | Suhas satis mane
Read More
यह ट्रैक्टर चलाने में बहुत आरामदायक है, इस ट्रैक्टर से खेत में काम जल्दी पूरा होता है.किफायती दाम पर बेहतरीन परफॉर्मेंस देने वाला ट्रैक्टर है
6 months ago | Adesh Sunil bhore
Read More
अच्छा ट्रैक्टर है ये
7 months ago | Lal Babu Singh
Read More
Iske quality best h
Engine acha kam krta h
Ye kheti k liye best h
Company ache service dete h