Mahindra Yuvo 275 DI User Reviews

Mahindra Yuvo 275 DI Tractor
EMI starts from ₹ 13,435/Month

Rating of Mahindra Yuvo 275 DI

rating star icon 4.8/5
overall
Based on 21 Reviews
4.8
Performance
4.8
Comfort
4.8
Value for Money
4.9
Style & Looks

All Mahindra Yuvo 275 DI User Reviews

rating rating rating rating rating

35 HP ka engine or 60 litre ki tanki hai

Is tractor me kafi achi bate hai mere liye to jaise ye 35 HP me achi khasi power de pata hai jo mere lie to kafi hai apne kheto me koi bhi kaam karne ke liye. fir isme 60 litre ki tanki bhi ati hai jo ki jada der tak kaam karne ke liye behtareen hai.
2 weeks ago | Somnath Rajput Somnath Rajput
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Iska hydraulics bhari load utha leta hai

Iska compact design mere kheti ko improve karte hain. kyuki mere kheto ka size jyada bada nahi hai. iski maintenance bhi kam hai aur keemat jeb par bhari nahi padti. iska hydraulics bhari load uthane me koyi preshani nahi deta. rotavator jaise upkaran bade aaram se chal jate hai. kisan bhaiyo ko ise try karna chahiye
1 month ago | Ramresh Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Har prakar ka equipment support karta hai

Mahindra ka ye tractor lekar to meri adhi se jyada kheti ki dikkate dur ho gayi hai. in sab dikkato ki wajha se hi mujhe tractor lene ka khyal aya tha or tab mene tractor lia. ye har prakar ka equipment chalane me mahir hai or unse kai kaam ho jate hai.
1 month ago | Rameshrwar Katakavar
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Kheti se judi kayi kathinayiyo ko aasan banata hai

Iss tractor ke upyog se mai apne kheto se jayada utpadan kar pata hu. ye kheti se judi kayi kathinayiyo ko aasan banata hai. kaam teji se karne me madad karta hai jiise samay ki bahut bachat hoti hai. isme lagne wale alag alag upkaran kheti me sudhar karne me madad karta hai.
2 months ago | Morpal Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Adhik bhar uthane ki shamta

Is tractor ki bhar uthane ki shamta achi hai, mere kheti se jude upkaran ko ye aram se utha leta hai bina kisi dikkat ke. isi wajha se ab kaam jada bhi kar pata hu me or aram se bhi. iske alaway iska design or mahindra company per mujhe bharosa hai pura.
2 months ago | Mangu Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Sabse kifayati kheti ki ja sakti hai

Ye tractor sabse kam fuel consumption aur jyada torque deta hai. isse sabse kifayati kheti ki ja sakti hai. isme ek taakatwar engine hai jo 35 hp tak ki takat paida karta hai. yahi nahi iski adhiktam PTO power 31 hp hai jo ki bade upkaran ko aram se kheech leti hai . aur driving experience ko behtar banane ke liye isme power steering aur jyada leg space bhi hai.
2 months ago | Suresh Chand Pahadiya
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Sabhi tarah ke upkaran kheech leta hai.

Ye tractor mere liye ek bahut upyogi sabit hua hai. yeh mitti ko khodne, khaad dalne aur fasalon ko katne mein madad karta hai. sare kam ek hi tractor se ho jate hai. ye isliye mumkin hai kyuki ye sabhi tarah ke upkaran kheech leta hai. maine bahut bachat kari hai is tractor ko khareed kar.
2 months ago | Mohd Gulfam
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating

Fasalon ki utpadan bhi badh gayi hai.

Is tractor ki madad se kheti pradarshan ko sudharne mein madad mili hai. isse fasalon ki utpadan bhi badh gayi hai. yahi nahi isme itni power hai ki sadko par dhulayi ke sare kam bhi teji se kar leta hai. is prakar se ye khet aur road done me shaktishali pradarshan karta hai.
2 months ago | Suresh Turi
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra Yuvo 275 DI Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra Yuvo 275 DI Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra Yuvo 275 DI Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon