New Holland 3032 NX

New Holland 3032 NX Tractor
EMI starts from ₹ 12,030/Month

New Holland 3032 NX User Reviews

rating star icon 4.7/5
overall
Based on 8 Reviews
4.7
Performance
4.6
Comfort
4.8
Value for Money
4.7
Style & Looks

All New Holland 3032 NX User Reviews

rating rating rating rating rating
Iski maintenance cost jayada nahi hai
Ye ek bahut versatile tractor hai. iska use vibhinn kheti mein kiya ja sakta hai. iska maintenance cost bhi kam hota hai jo mere kheti ke budget ko kam karta hai. iski majboot banawat ki wajah se ye lambe samay tak chal sakta hai. ye tractor kheti ko suvidhajanak bana deta hai
1 month ago | Rajendra Devram Wagh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Suraksha ka kafi dhyan rakha gaya hai isme
Is tractor me chalane wale ki suraksha ka dhyan rakha gaya hai jaise isme clutch safety lock hai, neutral safety battan bhi hai or ROPS bhi hai. In sabke hote hue ek surakshit Anubhav hota hai kaam karne ke daruan. Iska clutch bhi soft hai or ekdum aram se kaam karta hai.
1 month ago | Rakesh Kumar Dahayat
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Durgam se durgam jaghao ke liye
Mera ye tractor mujhe kafi badhiya lagta hai kyuki ye kese bhi durgam se durgam jaghao ke liye bikul sahi hai kaam karne ke or chalne ke mamle me. maine ise apni kheti ke kamo me jab se use kia hai, tab se hi isne kheti m ijafa kia hai.
3 months ago | Pawan Parashr
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Trolly, Caltivator, Plough ke sath diesel ki khapat kam hai
Maine New Holland ka tractor 2014 me kharida tha aur karib 5500 ghante chala chuka hu. Mai isko alag alag upkarno ke sath istmaal karta hu jiske ki Trolly,Caltivator,Plough aur ke sab ke sath badhiya chalata hai. Isme diesel ki khapat bhi kam hai isliye mere kaafi paise bach jate hai. Meri taraf se isko 5 star milne chahiye.
3 months ago | Prem Prakash
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
rotavetor ke liye sahi tractor h
me is tractor ke saath rotavetor chalata hu yah powerful traktor he isse me kheti ka kaam jaldi kar lete hu jisse samay ki bachat ke saath sath paison ki bhi bachat hoti he stylish hone ke satah ise chalana bhi bahut aasaan he
4 months ago | Shankar Kumar
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Iski body majboot hai
Rotaveter or riper chalane ke liye yah achha tractor hai mujhe yah chalane men bhi asaan or aaram dene wala hai tractor ka sabhi function sahi tarah se kaam kar raha hai yah stylish bhi hai or iski body majboot bhi hai
4 months ago | Sukhavindar Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Bina rukawat ke sab kar leta hai
Isme surakhsha ka acha pravdhan hai. jaise ki ye tractor neutral ke bina chalu nahi ho sakta. iske liye button dia gya hai. upar se rops ke sath ata hai. isse sar bacha rehta hai. 35 hp ka hone ke karan ye khet me bhi sab kar leta hai bina kisi rukawat ke
4 months ago | Kaustubh Dilip Hagawane
Rating Parameters
rating star icon 4.5/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4.5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Is trektar se kheti karne me suvidha hoti h
New holland kar 3032 trektar maine 2020 me kharida tha.isko main ab tak 5000 ghante se jada chala chuka hu.is par tralli cultibater aur rotabater bade aram se chalte hai jiski wajah se kheti karne me badi asani hoti hai aur maal dhulai ke kam me bhi accha chalata hai. kul mila kar badhiya trektar hai.
4 months ago | Jhuntu Yadav
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details New Holland 3032 NX Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details New Holland 3032 NX Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details New Holland 3032 NX Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon