Mahindra 415 DI

Mahindra 415 DI Tractor
EMI starts from ₹ 13,856/Month

Mahindra 415 DI User Reviews

rating star icon 4.6/5
overall
Based on 17 Reviews
4.6
Performance
4.6
Comfort
4.6
Value for Money
4.7
Style & Looks

All Mahindra 415 DI User Reviews

rating rating rating rating rating
Kehti ka kaam or company dono badhiya hai
Kuch sal ho gaye hai ise liye hue pr mujhe mahindra pr bharosa hai isliye hi maine ye tractor liye or aj tak isne bina kharabi ke kaam kar ke wo bharosa kayam rakha hai company pr. mere kheti ke kamo ke liye upyukt hai ye or sara kaam fatafat kr leta hai.
1 week ago | Naresh Gurjar
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Sabhi kheti ke kaam teji se karta hai
Is tractor ka upyog sabhi tarah ki kheti se judi activities mein karta hai aur iske fayde kai hote hain. jaldi kaam hone se mujhe aur kaam karne ke liye bhi samay milta hai. jo kaam pehle hafto me hote the ab wo sab mai akele hi kuch ghanto me kar leta hu. jameen ko tyaar karne se fasal ki dhulayi tak sab isi se ho jata hai
1 month ago | Anandi Adiwasi
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Sabhi upkaran chalane me stable rehta hai
Iss tractor ka design aisa hai ki kaam ko aaram se kar sake hai aur lambe samay tak kaam karne mein bhi thakan nahi hoti. mere tractor ki performance bharosemand hai. har tarah ki condition me achha kaam karta hai. upkaran chalane me bhi stable rehta hai. isse meri paidawar badne me kaafir madad huyi hai
1 month ago | Deepak Lal
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Kaam karne me takatwar hai.
Mere pas ye tractor kuch samay se hai, aur mujhe iski takat se kaam karte wakt kabhi koi shikayat nahi milti hai. iska istemal me apne kheto me to karta hi hu sath hi kabhi koi or bhi istemal kare to waha bhi tareef hoti hai iske kaam ke pradarshan ki.
2 months ago | Gurubandhu Bhatra
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Maintenance cost bahut kam hai
Is tractor ka maintenance cost bahut kam hai, parts bhi easily mil jaate hain aur mechanic log bhi isse asaani se theek kar dete hain. isi wajha se mene is tractor ko apne dil se laga rakha hai or har kheti ke kaam ke lie me is tractor ko is istemal karta hu.
4 months ago | Hemraj Mali
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Mahindra 415 trolley ke sath acha kam karta hai
Main is tractor ko trolley me use kar raha hu tractor takatwar hai sabhi kaam ko asani se kar leta hai.maine ye trektar 2017 me liya tha aur tabse lagbhag 6000 ghante chala chuka hu. jab bhi trolley chalata hu trektar aage se nahi uthta aur badhiya se chalta hai
4 months ago | Natubhai Dhanjibhai Bhoi
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 3.5/5
Value for Money
rating star icon 3.5/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Mai is tractor ko leke khush hu
Maine ye tractor 1530 ghante chala liya hai. mai sab chalata hu ispe plough ho ya cultivater. ye sab ke sath kaam kar leta hai. abi tak koi shikayat ka moka nahi diya
4 months ago | Badavath Ravi
Rating Parameters
rating star icon 4/5
Performance
rating star icon 4/5
Comfort
rating star icon 4/5
Value for Money
rating star icon 4/5
Style & Looks
Read More
rating rating rating rating rating
Performance bohot mast hai
Yaar, maine apna pehla tractor khareeda aur mujhe bahut khushi hui. Iski performance bohot mast hai aur fuel efficiency bhi badhiya hai. Mere kheton mein ab kaam karna asaan ho gaya hai. Dil se recommend karta hoon me is tractor ko jisko naya tractor chahiye. Ab kheti ka kaam karna bhi acha lagta hai
4 months ago | Surendra Singh
Rating Parameters
rating star icon 5/5
Performance
rating star icon 5/5
Comfort
rating star icon 5/5
Value for Money
rating star icon 5/5
Style & Looks
Read More
X

Get More Details Mahindra 415 DI Tractor

By clicking on Submit, you agree to our Privacy Policy
X

Get More Details Mahindra 415 DI Tractor

Enter the OTP we have sent you on your mobile no XXXXXXXX97 Change
Didn't receive? Resend OTP
X

Get More Details Mahindra 415 DI Tractor

Success!
success check icon
Thank you for your enquiry!
We will get back to you soon.
Close

Call Us At

+91-9650-9338-99
whatsapp icon