Iska MR- pto hone ke karan iska kichane ka power badiya hain is tractor ka pto 50.6 pto hai , is tractor se aine 7/8/9 feet ka rotavator bade asanise se chalta hai . sath hi iska platform badiya hain , is tractor ka 60 hp ka engine bhi tagada hain , starting mai mujhe thoda mehga laga pr thik hai kam bhi to badiya karta hain , 12+2 gear box accha hai platform bhi badiya hain
3 months ago | Sadd