is tractor ka platform accha hai khula khula , sath hi is tractor ka engine badiya hain , 2000 kilo ki lift shyamta badiya hain , tyre ki grip bhi badiya hai , ye tractor ko maine labag 9 lakh main liya hu , pehle laga ki jyada kharacha hain pr kam bhi to tagada karata hai
2 months ago | Ram Gaikwad